Hi friends
I am Darshan Shah and I am upload new video story so let's enjoy its now.
To aaj hum sevou ke gameplay ke bare me baat Karne vale hai.
To aaj sevou georgopol me Aata hai or aate hi ek enimiy ko finish kar Deta hai. Uske baad vahipe ek bot Aata hai jisko ki finish kar Diya Jata hai. Uske baad Uske samne vale warehouse me ek duo Hoti Hai jisme se pahle ek enimiy ko finish Kiya Uske baad Uske teammate ko finish kiya. Uske baad vo bahar ki side me pahala vala warehouse hai usme ek enimiy Hota hai jisko bhi finish kar Diya Jata hai.
Uske baad voh school building me aate haibor vahape aate hi ek duo ko finish karta hai Uske baad vahape ek or squad ko finish kar Deta hai or school Ka building hai vo clear Kar dete hai.
Uske baad vahase sidha vo pochinki me aate hai or vahape ek full squad or ek bot ko finish kar Deta hai.
Uske baad voh vahase sidha two drop ke pass ate hai or vahape ek enimiy ko nockdown karta hai uske baad voh roted karta hai or vahase Nikal padta hai new drop ke liye.
Uske baad voh new drop quarry me Aata hai or vahape vo Jate hai tabhi usko ek full squad milti hai or usko finish kar dete hai.
Uske baad vahase sidha ek squad house me Jata hai or vahape epic tips and tricks ki help se last wale enimiy ko finish kar Diya Jata hai.
Or
Winner winner chicken dinner 😋
Thank you 😊

0 Comments