Hi friends
I am Darshan Shah and I am upload new video story so let's enjoy its now.
To aaj hum legend X ke gameplay ke bare me baat Karne vale hai.
To aaj legend X military base me Aata hai or vahape c building me jakar ek duo ko finish kar Deta hai. Uske baad vahi c building me ek bot Aata hai usko bhi finish kar Deta hai. Uske baad c building ke bahar ek bot or ek real player ki finish kar Diya Jata hai. Uske baad vahi c building me ek 100 RP walk enimiy nock karta hai or window ke bahar jakar Uske teammate ko finish kar Deta hai. Uske baad c building ke samne ek bot or ek duo Hoti Hai jisko bhi Bhar Diya Jata hai. Uske baad Uske upper koy ek duo aka se fire Karti hai jisko bhi legend X finish kar Deta hai.
Uske baad voh pochinki me Aata hai or vahape shroud ke hear stunts Karne ke chakar me voh khud hi pel Jata hai.
Uske baad Naya gameplay sharu hota hai.
To fir Nate gameplay me voh georgopol me aata hai or aate hi ek duo ko finish kar Deta hai. Uske baad voh ek enimiy ko contener kenoass me jakar finish kar Deta hai Uske baad voh ek enimiy ko finish Karne warehouse me Aata hai or vahape usko or ek bot ko finish kar Diya Jata hai. Uske baad ek enimiy contener ke pass kudta hai jisko bhi finish kar Diya Jata hai. Uske baad voh ek duo ko right left Karke finish kar Deta hai Uske baad vo bahar vale contener ke pass jakar ek duo ko finish kar Deta hai.
Uske baad voh city me aate hai or vahape usko ek free kill or ek enimiy ko finish kar ke apni of mentent Kar ta hai. Uske baad voh ek duo ko kyahi matalab kyahi finish kiya.
Uske baad voh watercity me aate hai or vahape 3 enimies ko finish kar Deta hai.
Uske baad voh ek drop ke pass Aata hai or vahape ek duo ko snake Bani thi jisko bhi finish kar Deta hai.
Uske baad voh gatka ke pass vale raste par Jo squad house hai vahape aate hai or vahape ek duo ko finish kar Deta hai.
Uske baad voh is squad house ke samane vale house par Jata hai or vahape last wali enimiy tha jisko bhi finish kar Deta hai.
Or
Winner winner chicken dinner 😋
Thank you 😊

0 Comments