Hi friends
I am Darshan Shah and I am upload new video story so let's enjoy its now.
To aaj hum legend X ke game play ke bare me baat Karne vale hai.
To aaj legend X georgopol me Aata hai or aate hi usko 2 best weapons mil Kari hai or Uske baad voh ek solo enimy ko finish kar Deta hai. Uske baad voh ek ttp Vali ek duo ko finish kar Deta hai. Uske baad voh ek bot ko finish karta hai. Uske baad voh ek or duo ko finish kar Deta hai. Uske baad voh first wale contender kenoass Jata haibor vahape ek enimiy ko finish kar Deta hai. Uske baad legend X ke teammate ko koy crossword se nock kardeta hai Uske baad voh usko finish karta hai or Apne teammate ko revive karta hai.
Uske baad voh rozok ke upper vale warehouse vale hisse ke pass ate hai or aate hi ek duo ko finish kar Deta hai. Uske baad voh Uske samne vale house me jakar ek duo ko finish kar Deta hai.
Uske baad voh school apartment me aate hai or vahape ek enimiy ko gadi SE or ek enimiy ko M4 we finish Karke us duo ko finish kar Deta hai.
Uske baad voh brige ke pass Jate hai but vahape ek gadi udati huyi Kari hai jisme ek duo Hoti Hai jisko voh finish kar Deta hai.
Uske baad usko ek Solo enimiy show Hota hai jisko voh finish kar Deta hai.
Uske baad voh ek dasiya vale duo ke pichhe Jata hai usko easily finish kar Deta hai.
Uske baad last me ek UAZ aati hai or Uske sath takarati hai or usko bhi finish kar Diya.
Or
Winner winner chicken dinner 😋
Thank you 😊

0 Comments