Hi friends
I am Darshan Shah and I am upload new video story so let's enjoy its now.
To aaj hum legend X ke gameplay ke bare me baat Karne vale hai.
To aaj legend X Novo me aate hai or aaj vi squad Ka gameplay dikhata hai. To aaj Novo me aane ke baad voh pahle to ek full squad ko finish kar Deta hai. Uske baad voh 2 bot ko bhi finish kar Deta hai. Uske baad voh ek enimiy ko nock karta hai Uske baad Uske upper ek Ned karta hai Uske baad usper rush karta hai or full squad ko finish kar Deta hai. Uske baad voh ek camper enimy ko finish karta hai Uske baad Uske teammate hai Jo Uske upper fire karta hai or usko bhi finish kar Diya Jata hai.
Uske baad voh military base me Aata hai or vahape ek 1 v 4 Ka shandar clutch karta hai. Jo Uske full Squad ko finish karta hai or voh khud bolta hai hacker Bolte.
Uske baad voh ek georgopol hills par SE ek solo enimy finish karta hai. Uske baad voh georgopol ke pass vale squadhouse me aata haibor vahape ek enimiy ko nade se finish kar Deta hai Uske Uska Jo teammate tha voh legend X ki Puri squad ko finish kar Deta hai.
Uske baad Legend X Naya gameplay sharu karta hai or Usme voh military base me Aata hai or vahape 2 enimies ko finish kar Deta hai Uske baad voh c building ke bahar pe 2 enimies ko finish kar Deta hai.
Uske baad voh pochinki ke upper vale hisse per ek duo thi jisko legend X finish kar Deta hai.
Uske baad voh georgopol ke squad house me aate haibor vahape ek duo thi jisko aaram se finish kar Deta hai.
Uske baad vahipe ek full Squad aati hai usko M4 + 6x se or m762 se finish kar Deta hai.
Or
Winner winner chicken dinner 😋
Thank you 😊

0 Comments