Hi friends
I am Darshan Shah and I am upload new video story so let's enjoy its now.
To aaj hum sevou ke game play ke bare me baat Karne vale hai.
To aaj sevou Georgepul me Aata hai or aate hi 2 enimies ko finish kar Deta hai. Uske baad voh ek or 4 enimies ko finish kar Deta hai.
Uske baad voh rozok me aate hai or aate hi vahape ek squad ko finish kar Deta hai. Uske baad vahipe ek or 3 enimies ki squad ko finish kar Deta hai. Uske baad voh Apne teammates ko revive karta hai.
Uske baad voh vahase sidha school apartment me aate hai or aate hi usko 4 enimies ki full squad milti hai or usko bhi finish easily Kar diya.
Uske baad voh vahase sidha pochinki me aate hai or vahape Jo ek duo ko finish Kiya voh kyahi finish Uske liye to usko kyahi bolu but it was very very best clutch movement. Uske baad vahi pe 2 enimies ko finish kar Deta hai.
Uske baad voh pochinki ke niche vale squad house par aate hai or vahape vo last wali squad Jo camping kar rahi thi jisko voh finish kar Deta hai.
Or
Winner winner chicken dinner 😋
Thank you 😊

0 Comments